Rainbow Colours Name in Hindi – इंद्रधनुष के रगों के नाम

Indradhanush ke Rango ke Naam: Hello Dosto, is post me hum Rainbow Colours Name in Hindi Ke bare me batane wale hai jisme hum aapko few lines about rainbow in hindi bhi batayege or railbow ke sabhi 7 rango ko yaad rakhne ki short trick bhi provide karege.

Contents

Indradhanush kese banta Hai ( इंद्रधनुष )

Barsat ke time aap sabhi ne indradhanush jaroor dekha hoga or sochte honge yeh kese banta hai aasman me itne rang kese aa gye ? to is post mai aapko hum aapko batane wale hai ki Indradhanush kese banta hai or aasman me jo Indradhanush ke rang dikhai dete hai wo kon-kon se hote hai to chaliye suru karte hai.

rainbow colours name in hindi

Suraj ki light hame white colour ki dikhai deti hai lekin suraj ki yeh light 7 colours se milkar bani hoti hai or yeh hame Prism ( प्रिज्म ) ke jariye dikhai deti hai. Iske jariye hum yeh man sakte hai ki indradhanush ( इंद्रधनुष ) nature ka ek prism ( प्रिज्म ) hai.

Baris ka dhoop ke sampark me aane par pani ki choti choti boonde yaha par pardarshi prism ka kaam karti hai jab suraj ki light inse gujarti hai to yeh 7 alag-alag rango me toot jata hai jis se hame indradhanush dikhai deta hai.

Rainbow Colours Name in Hindi

Rainbow Colours Name EnglishRainbow Colours Name Hindi
Violet बैंगनी
Indigo गहरा नीला
Blueनीला
Green हरा
Yellow पीला
Orangeनारंगी
Redलाल

Colour Name Yaad Rakhne ki Short Trick

Serial wise colors ke name ko yaad rakhne ke liye short trick yeh hai  इसका क्रम है – बैनीआहपीनाला

To dosto kesi lagi aapko yeh post hame comments kar ke jaroor bataye or is post ko apne dosto ke sath share karna na bhule.

Yeh Bhi Pade..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Helptak.com © 2019 Contact Us Frontier Theme