Maha Mrityunjay Mantra in Hindi – महामृत्युंजय मंत्र ( जाप-विधि, अर्थ, फायदे )

महामृत्युंजय मंत्र : Hello Friends, Is post me hum Maha Mrityunjay Mantra in Hindi ke bare me padne wale hai jisme hum aapko Maha Mrityunjay Mantra in Hindi Font ke sath-sath is mantra ki Jaap Vidhi, Benefits – Fayde, Arth ( जाप विधि, अर्थ, फायदे ) or Maha Mrityunjay Mantra ka jaap karte samay kya-kya savdhani rakhni chahiye sabke bare me details se batane wale hai.

Contents

Maha Mrityunjay Mantra in Hindi Font

Maha Mrityunjay Mantra in hindi

ॐ हौं जूं सः। ॐ भूः भुवः स्वः ॐ त्रयम्बकं यजामहे सुगन्धिं पुष्टिवर्धनम्।
उव्र्वारूकमिव बन्धनान्मृत्योर्मुक्षीय मामृतात्।। ॐ स्वः भुवः भूः ॐ । ॐ सः जूं हौं।

मंत्र अर्थ
त्रयंबकम् त्रि-नेत्रों वाला
यजामहे हम पूजते हैं, सम्मान करते हैं।
सुगंधिम सुगंधित
पुष्टिः
समृद्ध जीवन की परिपूर्णता
वर्धनम् जो वृद्धि करता है ( स्वास्थ्य, धन, सुख और आनंद)
उर्वारुकम ककड़ी (कर्मकारक)
इव जैसे, इस तरह
बन्धनाततना
मृत्योः मृत्यु से
मुक्षीय हमें स्वतंत्र करें, मुक्ति दें
मा
अमृतात अमरता, मोक्ष

महामृत्युंजय मंत्र भावार्थ

हिंदी अनुवाद : हम उस त्रिनेत्रधारी भगवान शिव की आराधना करते है जो अपनी शक्ति से इस संसार का पालन -पोषण करते है उनसे हम प्रार्थना करते है कि वे हमें इस जन्म -मृत्यु के बंधन से मुक्त कर दे और हमें मोक्ष प्रदान करें | जिस प्रकार से एक ककड़ी अपनी बेल से पक जाने के पश्चात् स्वतः की आज़ाद होकर जमीन पर गिर जाती है उसी प्रकार हमें भी इस बेल रुपी सांसारिक जीवन से जन्म -मृत्यु के सभी बन्धनों से मुक्ति प्रदान कर मोक्ष प्रदान करें

महामृत्युंजय मंत्र के लाभ : Benefits of Maha Mrityunjay Mantra

  • Maha Mrityunjay Mantra ऋग्वेद ka shlok hai jiske uchharan se hi aapke jiwan ke sare Dukh-Dard, Rog, Dosh, Paap ( दुःख-दर्द, रोग, दोष, पाप ) door bhag jate hai.
  • Maha Mrityunjay Mantra hamesa mangalkari hota hai jab kabhi bhi pariwar me kisi ko dukh ya bimari lag jati hai to Maha Mrityunjay Mantra ka jap karne se bimari nast ho jati hai.
  • Maha Mrityunjay Mantra ka jap karne se अनिष्‍ट ग्रहों se shanti milti hai.
  • Maha Mrityunjay Mantra ke jaap ke baad 21 baar Gayatri Mantra ka jaap karna chahiye jis se महामृत्युंजय मंत्र ka asudh uchharan hone par bhi anist ka dar nahi rehta hai.
  • महामृत्युंजय मंत्र ke jaap se vyakti sabhi sukho ko prapt karta hai or ant me mokshh ko prapt hota hai.

Maha Mrityunjay Mantra Jaap-Vidhi In Hindi – जाप-विधि

  • Maha Mrityunjay Mantra in hindi ka jap vyakti khud bhi kar sakta hai ya time ka kam hone ke karan pandito se bhi karwa sakte hai.
  • Is mantra ka jap hamesa shivling ke samne baith ke hi karna chahiye. Sastro me kaha gya hai ki is mantra ka sawa lakh baar jap karne se kisi bhi bimari se chhutkara paya ja sakta hai lekin aap apni suvidha anusar aap har din 11000 ya 21000 baar is mantra ka jap kare or ise 21 din ya 41 din me poora kare.
  • Hamesa Monday se hi is mantra ka jap start karna chahiye.
  • Pehle din is mantra ka jap karte time aap jitni mala jaap karte hai hamesa utni hi mala ka jaap kare isme aap mala ke japo ki sankhya bada sakte hai par ghata nahi sakte hai.
  • Is Mantra ka uchharan man hi man me kare agar aap man me ni karna chahte hai to bilkul dheere shabdo me kare or isme koi glati nahi honi chahiye is baat ka vises dhyan rakhe.
  • Is mantra ke jap ke dino me sakahari bhojan khhye.

महामृत्युंजय मंत्र: रखें सावधानी

महामृत्युंजय मंत्र: सावधानी
महामंत्र का उच्चारण शुद्ध रखें
एक निश्चित संख्या में जप करें।
मंत्र का मानसिक जाप करें।
पूरे विधि-विधान और धूप-दीप के साथ जाप करें
रुद्राक्ष की माला पर ही जप करें।
माला को गोमुखी में रखें।
जप काल में महामृत्युंजय यंत्र की पूजा करें।
महामृत्युंजय के जप कुशा के आसन पर बैठकर करें।
महामृत्युंजय मंत्र का जाप पूर्व दिशा की तरफ मुख करके करे

Maha Mrityunjay Mantra Mp3 

Is mantra ko download or mp3 online sunne ke liye niche diye link par click kare ise aap apne phone ki ringtone bhi bana sakte hai.

Listen Online Mantra : Maha Mrityunjay Mantra

Maha Mrityunjaya Mantra Video By Anuradha Paudwal

Niche hmne anuradha paudwal ki video provide ki hai aap ise jaroor dekhe.

Yeh Bhi Pade…

To dosto kesi lagi aapko yeh post Maha Mrityunjay Mantra in Hindi hame comments kar ke jaroor bataye or is post ko apne dosto ke sath share karna na bhule.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Helptak.com © 2019 Contact Us Frontier Theme