Vigyan Ki Paribhasha – विज्ञान किसे कहते है – Science Definition In Hindi

Hello Friends agar aapko vigyan ki paribhasha janni hai to is post me hum aapko vigyan kya hai, What is science in hindi definition ke bare me hindi mai batane wale hai.

Agar aapko science ki saral or jaldi samaj me aane wali paribhasha chahiye to is post ko dhyan se poora pade hamne yaha aapko vigyan ki paribhasha ko ache dhang se samjane ki kosis ki hai to dosto chaliye suru karte hai.

vigyan ki paribhasha

Vigyan Ki Paribhasha – विज्ञान की परिभाषा

Agar hum विज्ञान ka sandi – vichhed karte hai to विज्ञान ko hum do bhago me divide karte hai.

वि + ज्ञान = Jaha वि ka matlav hota hai Vishesh or ज्ञान ka matlab hota hai Jankari to is se hum yeh keh sakte hai ki –

Vishesh Jankari ko Vigyan Kehte Hai

Or yeh vishesh jankari kiski hoti hai iske liye science ki yeh paribhasha hoti hai – Kisi Bhi Visay – Vastu ki Vishesh Jankari Ko Vigyan Kehta Hai.

Jesa Ki aapko Pata hi hoga Vigyan ki kai Shakhaye ya Bhag hote hai jese –

1: जीव विज्ञान ( Jeew Vigyan ) – Biology

2: भौतिक विज्ञान ( Bhotik Vigyan ) – Physics

3: रसायन विज्ञान ( Rasayanik Vigyan ) – Chemistry

Ab hum ek ek kar ke science ki in teeno Shakhao ke bare me jan lete hai.

1: जीव विज्ञान ( Jeew Vigyan ) – Biology : Jis Vigyan me jeewo ka adhyan kiya jata hai use jeew vigyan kehte hai.

2: भौतिक विज्ञान ( Bhotik Vigyan ) – Physics : Jis Vigyan me Pardarthho ke Bhotik Guno, Forces, Energy ka adhyan kiya jata hai use Bhotik Vigyan kehte hai.

3: रसायन विज्ञान ( Rasayanik Vigyan ) – Chemistry : Jis Vigyan me Pardathho ki Sarachna, Pardathho ke Gun or Pardathho ke bich Abhikirya ka adhyan kiya jata hai use Rasayan Vigyan kehte hai.

To dosto yeh thi vigyan ki paribhsha or iski shakhaye aasha karta hu ki aapko yeh samaj me aa gyi hogi agar aapko vigyan se related kuch bhi puchna hai to hame comments kar ke jaroor bataye.

Yeh Bhi Padiye…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Helptak.com © 2019 Contact Us Frontier Theme