Hokayantra ko english mai ‘Compass’ or hindi me ‘दिक्सूचक or कुतुबनुमा’ kehte hai aaj hum is post me hokayantra in gujrati, hokayantra in marathi hindi ke bare me janege or me aapko yaha hokayantra app android mobile me free download provide karuga jis se aap aasani se kisi bhi disha ka gyan kar sakte hai online bhi hokayantra ka kafi use hota hai. Sabse pehle hum hokayantra means compass ke bare me jan lete hai compass kya hota hai.
![]() |
Hokayantra Compass |
Hokayantra in Gujrati: હોકાયંત્ર
હોકાયંત્ર Gujrati App Downlaod
Hokayantra in Marathi: होकायंत्र
➤ Instagram Profile Picture [ DP ] Download Save Kaise Kare
➤ Instagram Stylish | Classy | Cool | Attitude Name List For Girls & Boys ( Username Ideas)
➤ Video Ka MB Kam Kaise Kare [ Video Compress App/Software ]
Hokayantra- Compass Kya Hota Hai – Paribhasa
Compass ek navigation divice hai jis se hame char dishao ‘north south east west’ ka pata chalta hai iske bich me ek needle ( sui ) hoti hai jo hmesa north ki or point hoti hai baki teeno dishao ko isi ki madad se pata kiya jata hai. Hokayantra compass ka use un jgh par kiya jata hai jaha par hame disha ka gyan nahi ho pata jese Mahasagar or Registan me in jgh par hokayantra ka use sabse jyada hota hai.
➤ त्रिभुज किसे कहते है ? त्रिभुज के प्रकार, विशेषताएं, क्षेत्रफल और परिमाप
➤ 11 FB LITE App Download in one android phone – 11 fb lite ko ek phone mai kese chalaye
➤ UPS Full Form In Hindi or UPS Kya Hai
How to Use a Compass or Hokayantra in Hindi-Gujrati-Marathi
Hokayantra-Compass ko kese use karte hai ke bare me jan ne se pehle hamre paas ek hokayantra android app ka hona bhut jaroori hai jo aap niche link se download kar sakte hai.
Download: Hokayantra Compass App Download
Is compass ka use karne se aap aasani se disha ka gyan laga sakte hai ise use karne ke liye aap sabse pehle apne phone ko zameen par rakh de fir is hokayantra android application ko open kar le ab aapko apne phone ki screen par charo dishao ‘north south east west’ ka pata chal jayega.
To friends kesi lagi aapko hokayantra Compass ki yeh jankari or hokayantra in gujrati marathi ke bare me aap kuch bhi jan na chahte hai to hame comments kar ke jaroor btaye or ise apne friends ke saath jaroor share kare.