Tera Copy Software Se Computer Me Copy- Paste ki Speed Kese Increase Kare


Tera Copy Software Se Computer Me Copy- Paste ki Speed Kese Increase Kare 
tera copy software for windows

Hello Guyz, aaj ki is post me main aapko tera copy kya hai or is tera copy software se kese hum apne computer ya PC ki copy paste and moving speed increase kar sakte hai uske bare me btane wala hu.

Sabse pehle hum jaan lete hai ki tera copy kya hai or yeh kis kaam aata hai :-

Tera Copy ek fast copy software hai jo windows 7,8,10 computers mai kisi bhi badi file ko kuch hi seconds me move kar sakta hai iski speed bhut hi fast hai agar aapne is software ko pehle kabhi use nahi kiya to aap iski speed dekh kar chauk jayenge.


 Normally computers ki file moving speed 10 to 15mb/s rehti hai lekinTera Copy ki speed 50mb/s se 1gb/s tak rehti hai is se aap andaja laga sakte hai tera copy software kitna fast hai or helpful hai.

Tera Copy Kese Use Kare Computer ki Speed Increase karne ke liye 

➤ Sabse pehle niche diye gye link se TERA COPY software ko download kar le

➤ Download ho jane ke baad normally jese aap sabhi software ko apne pc me install karte hai tera copy ko bhi kar le.

➤ Install ho jane ke baad kisi bhi ek file ko copy kar ke TERA COPY ki help se dusre folder me paste kar le.

➤ Basic Full Form in Computer – Computer Related Full Forms 

➤ Whatsapp Status Photos Or Videos Download Kaise kare ( Without Any App )

To dosto kesi lagi aapko Fast Coping Software Tera Copy  ki information Agar aapko is sofware ko install karne mai kuch dikkat aati hai to hame comments kar ke jaroor btaye or isko apne friends ke saath Facebook or Whatsapp par Share jaroor kare, Thankss. 

Updated: August 8, 2018 — 2:12 pm

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Helptak.com © 2019 Contact Us Frontier Theme